Urdu poetry is a rich tradition of poetry. You are at a place of Urdu Poetry, urdu shayari, sad shayari, Sad Poems, Sad Love Poems, Urdu Poems and Sadness Poems
Saturday, 30 July 2016
Logo'n nay Rozz Hee Naya Maanga Khuda Sayy Kuchh......
Logo'n nay Rozz Hee Naya Maanga Khuda Sayy Kuchh......
Ik Hum Terey Sawaal say Aagay Nahii Barhayy....!!
Friday, 29 July 2016
Ye Dua Hai Rab-e-Kareem Se,k teri taazgi ko khiza Na Ho ..
Ye Dua Hai Rab-e-Kareem Se,k teri taazgi ko khiza Na Ho ..
Ye Bahaar tum Se Jala Kare , Yunhi Muskaraty Raha Karo ..!
Main Aksarr Shaam kay Manzarr say Dartaa Ess Liyey Bhii Hoon...
Main Aksarr Shaam kay Manzarr say Dartaa Ess Liyey Bhii Hoon.....
Ufaq Parr Doobta Sooraj.. Meraa Anjaam Lagtaa Haii.......!!
Tuesday, 26 July 2016
Mohabbat karke dekho to Mohabbat kya nahi karti
Mohabbat karke dekho to
Mohabbat kya nahi karti
Mohabbat khud bhi hoti hai
Mohabbat khud hojaati hai
Mohabbat khud banati hai
Mohabbat khud bhi banti hai
Mohabbat khud bhi andhi hai
Mohabbat andha karti hai
Mohabbat jhuk bhi sakti hai
Mohabbat jhuka bhi deti hai
Mohabbat khud bhi nafrat hai
Mohabbat Pyaar bhi karti hai
Mohabbat Pyaar hai Dil ka
Mohabbat esaar bhi karti hai
Mohabbat kaam hai dukh ka
Mohabbat naam hai sukh hai
Mohabbat naam hai is ka
Mohabbat is hi ko kehte hain
Mohabbat karke dekho to
Mohabbat kya nahi karti...
Kisi ek se karo pyaar itna,
Kisi ek se karo pyaar itna,
Ke kisi aur se pyaar karne ki gunjaish na rahe,
Woh muskurade aap ko dekh kar ek bar,
Toh zinadgi se phir koi khwaish na rahe...
Kis nay kaha hai kay sufaid rang main wafa hoti hai…..
Kis nay kaha hai kay sufaid rang main wafa hoti hai…..
Agar sufaid rang main wafa hoti to aaj namak zakhmon ki dawa hoti….
Jaany kaisy jeety hain loag yaadoon ke sahaary Mohsin,
Jaany kaisy jeety hain loag yaadoon ke sahaary Mohsin,
main to kai baar marta hoon ik yaad aanay pe..
Main Aise Shaher Me Bunyad-E-Wafa Kiya Rakhon Mohsin,
Main Aise Shaher Me Bunyad-E-Wafa Kiya Rakhon Mohsin,
Jahan Log Ishq Bhi Karte Hain To Maswara Kar K. .
Monday, 25 July 2016
Kabhi Neendain, Kabhi aankhon main paani bhejh deta hay...
Kabhi Neendain, Kabhi aankhon main paani bhejh deta hay...
Wo Khud Aataa nahi, Apni Nishanhi Bhejh Deta hay...
Anna Ke Qaid khanye Ka ,Main Wo Baghi Sa Mujrim Hoon...
Anna Ke Qaid khanye Ka ,Main Wo Baghi Sa Mujrim Hoon...
Jise Phansi Charha Daala , Muhabbat Ke Wakeelon Ne....
Mohabbat ki adaalat main shikaayat kr nhin sakte. . .
Mohabbat ki adaalat main shikaayat kr nhin sakte. . .
Gilay shikway muqaabil hon to Chaahat haar jati hai.
Suna tu hum nay bhi tha mohabbat na karna 'wasi''.....
Suna tu hum nay bhi tha mohabbat na karna 'wasi''.....
magar mohabbat ki nai hum nay muhabbat ho gai us se
Usey Kehna Yeh Sham Ki Udasiaa'n Humei'n Achi Nahi Lagti.
Usey Kehna Yeh Sham Ki Udasiaa'n Humei'n Achi Nahi Lagti.
Ager Ho Sakey Tu Yeh Judai Thori MukhtAsir Kar De...
Jaa Rahe Ho Agar Duur Mujhse Sanam
Jaa Rahe Ho Agar Duur Mujhse Sanam
Phir Mere Paas Aana Nahi
Yeh Bhi Mumkin Nahi Main Palat Na Sakon
Isliye Itna Wada Karo
Mujh ko Aawaz Dena Nahi...
Sunday, 24 July 2016
itne bejaan saharay to nahi hoty na.
itne bejaan saharay to nahi hoty na.
Dard darya k kinare to nahi hoty na.
Ranjhishen hijar ka mayar gira deti hain.
Roth Jane se guzare to nahi hoty na.
Raas Rehti Hai Mohabbat Bhi Kayi Logon Ko.
Wo Bhi Arsho'n Sy Utaary To Nahi Hoty Na.
Honth sinay se kahan baat chopi rehti hai.
Band Aankhon se isharay to nahi hoty na.
Hijar to aur Mohabbat ko bara deta hai.
Ab Mohabbat me khasaray to nahi hotay na.
Zain eik shaks hi hota hai mata-e-Jan bhi.
Dil me ab log bhi Saray to nahi hoty na.
اتنے بے جان سہارے تو نہیں ہوتے ناں
درد دریا کے کنارے تو نہیں ہوتے ناں
رنجشیں ہجر کا معیار گھٹا دیتی ہیں
روٹھ جانے سے گزارے تو نہیں ہوتے ناں
راس رہتی ہے محبت بھی کئی لوگوں کو
وہ بھی عرشوں سے اتارے تو نہیں ہوتے ناں
ہونٹ سینے سے کہاں بات چھپی رہتی ہے
بند آنکھوں سے اشارے تو نہیں ہوتے ناں
ہجر تو اور محبت کو بڑھا دیتا ہے
اب محبت میں خسارے تو نہیں ہوتے ناں
زین اک شخص ہی ہوتا ہے متاعِ جاں بھی دل میں اب لوگ بھی سارے تو نہیں ہوتے ناں
Yeh Jo Aag Hai Teri Yaadon Main
Yeh Jo Aag Hai Teri Yaadon Main
Jala Rahi Hai Dil Mera
Jal Jaoon Mein Bhi
Saanson Ki Dorr Say
Bandhi Hai Zindagi
Dori Yeh Tor Day
Ya Mujhay Chor Day
Yaadain Yeh Teri
Haye
Mita Rahi Dunya Meri
Mit Jaoon Mein Bhi
Yeh Jo Aag Hai
Yeh Jo Aag Hai Teri Yaadon Main
Jala Rahi Hai Dil Mera
Jal Jaoon Mein Bhi
Tujhay Nahin Khabar
Ya Banay Baykhabar
Ay Meray Humsafar
Koi Nahin Magar
Ghum Hai Yeh Tera
Khoi Hui Bhooli Hui
Manzil Hai Meri
Yeh Jo Aag Hai Teri Yaadon Main
Jala Rahi Hai Dil Mera
Jal Jaoon Mein Bhi
Khilti Yeh Chaandni
Gaati Yeh Zindagi
Gungunati Zameen
Jhoomta Aasman
Saara Zamaana
Mera Hi Tha
Jab Tha Kabhi
Ek Apna Tu Bhi
Teri Kasam Yaadein Teri Aa key Rulati Hain.
Teri Kasam Yaadein Teri Aa key Rulati Hain.
lagta Nahi Dil Been Terey Har Pal Saatati Hain.
Kiya Ho Gaya Kis Baat Pey Toota Yeh Barsoon Ka Yaarana.
Nazroon Ko Yoon phera Hai Kyun...hua Kyun Dil Tera Baigana.
Hai Rastey Wohi Jin Pey Khabhi Hum Saath Saath Chal Tey The.
Jahan Pey Umidoon Key Diye laho se apne jalaye the.
khabhi Tum Ney Kaha Tha Muhsey Meri Jaan Khafa Na Hona....
Mein Mar Jaoon Gi Mujhey Teri Kasam...
Meri Jaan Mujhsey Yoon Duur Na Jana....
Kyun Bhoolay wo Wadein Sanam Kal Jo The Tumharey..
Aaj Mallom Hua Yeh Mujhey Chahat Ki Keemat Kiya Hai....
Razak Samjah Tah Tum Ko Khabhi Tuhi To Mujhsey Jooda Hai....
Jhooti Humdariyoon Key Phool Na Uchalo Aaey Sanam...
Aaina Ban Key Jo Toota..na Juroon Ga Phir Aaey Sanam.
jeena Terey Bin Ho Ga Dushwar Phir Beeh Jeloon Ga....
Aapni Khabhi Aankon Mein Ansoon Na Laoon Ga....
Subscribe to:
Posts (Atom)